Hello dosto aaj ki es post me ham bat karne
wale hi mx player ki ek problem ki bare me kareeb sabhi logo se sath ye problem ati hi hogi.
jab hm koi movie ya fir vedios play karte hi to ek audio nhi ati hi aur vaha par likh kar ata hi ki ac3 audio not supported
to ham log kya karte hi ki koi aur player download kar lete hi jaise ki vlc ya aur koi lekin jo option mx player me mil jate hi o aur koi player nhi de sakta hi
aaj ki post me ham esi problem ke bare me bat karege ki ki hm es problem ko kaise solve karna hi ...
sabase pahle bat karte hi ki ye ac3 audio kya hi ye ek audio ka code hi jisse audio apko sunayi deta hi kuch player me ye code pahle se hi ata hi lekin mx player me ye code nhi ata hi kuch log to play store se mx player code ka app hi download kar lete hi lekin usse apne phone me phone memory bhi us hoti hi aur o app background me run hoti hi jisse battery aur ram bhi kafi us hoti hi lekin aaj ham batayege ki aap mx player me hi kaise code lagakar es problem ko solve karege ...
Read more
YOUTUBE , FACEBOOK , INSTAGRAM कही से भी कोई भी वीडियो कैसे डाउनलोड करे
व्हाट्सएप्प पर मैसेंजर की तरह CHAT HEAD का OPTION कैसे लगाए HOW TO APPLY CHAT HEADS ON WHATSAPP
जाने व्हाट्सएप्प में अपने आप रिप्लाई कैसे करें बिना कुछ किये WHATSAPP ME AUTO RPLY KAISE KAREN ?

Sabse pahle aap ko mx player ki code ki zip file download karna hi jo ki neeche diya gya hi aap yaha se download kar sakte hi .
mx player all codes
download karne se pahle ye apko malum hona chahiye ki apke mobile ka processor kaun sa yadi x86 hi vahi download kare .
download karne ke bad apna mx player open kare aur 3 dot par click kare
eske bad settings me click kare
eske bad decodar par click kare
eske bar custom code par click kare
eske bad apko vah zip file select karni hi jo apne download ki hi
select karne ke bad aap dekhege ki
restarting app to reload codes a rha hi yadi nhi a rha to apne galat code select kiya hi
yadi aapko koi dikkat a rhi hi to aap comment kar sakte hi .
yaha par click kar hamara whatsapp group join kare
yaha par click kar hamara facebook group join kare