Top 10 Android Mobile Secret Code in Hindi - Halchal Tips Tricks -->

    Social Items

Buy Now

Top 10 Android Mobile Secret Code in Hindi

Hello Friends How are you ? I think ki aap sabhi aache honge. Dosto aaj ka jamana Android smartphone ka jamana hai or aise me har koi Android istemal karna chahta hai. Kuch logo ko Android Mobile ke shortcuts ke bare me jyada jankari nahi hoti isliye aaj mai unko Android Mobile Secret Code ya Mobile ke shortcuts ke bare me bataunga jo aapki Android life me bahut kam aayenge.
๐Ÿ‘‰
To Chaliye Dosto jante hain ki Android Mobile ke shortcuts kya hain or ye kya kam aasakte hain. Or ye hamare liye kitne jaruri hain. Mai aapko stepwise iski jankari deta hun –
Android Mobile Secret Codes Top 10  :-
1. ๐Ÿ‘‰ *#*#4636#*#* :-
isko Android Mobile ka best Mobile specific code bhi kaha jata hai. ye code apne Mobile ke dial pad me dalne par aap apne Mobile ke bare me jankari pata kar sakte hain jaise Phone Information, Battery Information, Usage Statistics, Wi-fi Information jaisi jankari aap es code se malum kar sakte hain.
2. ๐Ÿ‘‰ *#06# :-
Android Mobile ki screen par ye code dalne par aap apne Android mobile ka imei number pata kar sakte hain. kuch logo ko apne mobile ke imei number ke bare me pata nahi hota hai isliye wo play store se kai tarah ke apps download karte hain so isliye ye mobile shortcuts code aapke bahut kam aayega. so use this code ever.
Note:- aap apne mobile ka imei number kahi safe jagah note lar le taki agar aapka mobile kabhi gum ho jaye ya chori ho jaye tab aap imei number se apne phone ki location ka pata kar sakte hain.
3. ๐Ÿ‘‰ *#*#8255#*#* :-
Ye ek aisa Mobile Secret code hai jisko apne mobile ke dial pad me dalne par ye aapke Mobile me GTalk Service Monitor chalu kar dega.

4. ๐Ÿ‘‰ *#*#3264#*#* :-
Es  Mobile Secret code se aap apne mobile ki RAM version ke bare me jankari le sakte hain.

5. ๐Ÿ‘‰ *2767*3855# :-
Ye ek aisa Mobile Secret code hai jisko dial karne par aapke mobile ke Sd Card or Phone memory ka pura data delete ho jata hai. or itna hi nahi aapke mobile ka Firmware fir se install ho jata hai.

NOTE :- Es Code Ko Istemal Karne Se Pahle Dhyan De ki Ye Aapke Mobile Ke Database Ko Delete Kar Deta Hai.
6. ๐Ÿ‘‰ *#*#273283*255*663282*#*#* :-
ye code dalne par aapke mobile ki media files ka backup apne aap ho jayega. emergency me aap es code ka istemal karke ek sath apne media files ka backup ek sath le sakte hain.

7. ๐Ÿ‘‰ *#*#2664#*#* :-
Es Android Mobile Secret code ka istemal karke aap apne Android smartphone ki screen test kar sakte hain.
8. ๐Ÿ‘‰ *#*#0842#*#* :-
Es Android Mobile Secret code se aap apne mobile me vibration ko test kar sakte hain or vibration ko set kar sakte hain.
9. ๐Ÿ‘‰ *#*#0#*#* :-
Dosto aap es Android Mobile Secret code se aap apne Android phone ki LED test kar sakte hain.
10. ๐Ÿ‘‰ *#*#7780#*#* :-
Es Android Mobile shortcut code se aap apne phone ka factory data test kar sakte hain. ye sabhi code aap apne mobile me test karke dekh sakte hain.
NOTE :- Aap En Mobile Secret Codes Ka Istemal Jarurat Hone Par Kijiye. Ho Sakta Hai Kuch Android Mobile Me Ye Unke Operating System Ke Hisab Se Kam Na Kare.
Friends Ye Popular 10 Android Mobile Secret code aapke bahut kam aayenge. so aise hi Android Mobile se related tricks or tips se related jankari ke liye hamare sath jude rahe.